Chords

Neele neele ambar per

 

 

 Song     : Neele neele ambar per
 Movie    : Kalakaar
 Singer(s): ?
 Music by : ?
 Lyrics by: ?
 Scale    : ?
 Chords by: Shri Borde
 
 
 [Slow Refrain, rhythm guitar tacet]
 
 Dm          C                     Dm
 Neele neele ambar par, chaand jab aaye
 
 Dm        C                Dm
 pyaar barasaae, hamako tarasaaye
 
 Dm
 Aisaa koii saathii ho
 
 C
 aisaa koii premii ho
 
 Bb                     Dm/A
 pyaas dil kii bujhaa jaae
 
 Dm          C                     Dm
 Neele neele ambar par, chaand jab aaye
 
 Dm        C                Dm
 pyaar barasaae, hamako tarasaaye
 
 [Main tempo]
 
 Dm Dm Dm Dm                Dm C (F C - 1/2 bar each) Dm
 
 Guitar/base arpeggiating +           strings
 
 [Repeat Refrain]
 
 [Interlude 1]
 
 Dm . C . Dm C Dm-C-Bb Dm     Dm . Dm C C G Dm
 Guitar                    +      strings
 
 [Verse 1]
 Dm                              C
 Ho, uunche uunche parvat, jab chuumate hai ambar ko
 
 Bb                         Gm            Dm   A
 pyaasaa pyaasaa ambar, jab chuumataa hai saagar ko [2x]
 
 [Refrain]
 Pyaar se kasane ko, baahon men basane ko
 dil meraa lalachaaye, koI to aa jaaye
 aisaa koI saathii ho
 aisaa koI premii ho
 pyaas dil kii bujhaa jaae
 Neele neele  ...
 
 [Interlude 2]
 Dm . Dm C  Bb . . . C . Dm     Dm C C Dm
 Guitar                       +  strings
 
 [Verse 2]
 Ho, ThanDe ThanDe jhonke, jab baalon ko sahalaaen
 tapatii tapatii kiraNen, jab gaalon ko chhU jAen [2x]
 
 [Refrain]
 saanson kii garamii ko, haathon kii naramii ko
 dil meraa tarasaaem, koI to chhU jAye
 aisaa koI saathii ho
 aisaa koI premii ho
 pyaas dil kii bujhaa jAe
 Neele neele  ...
 
 [Interlude 1 repeats]
 
 [Verse 3]
 Chham chham karataa sAvan, bUndon ke baaN chalAe
 satarangii barasaaton men jab, tan man bhIgaa jaae [2x]
 
 [Refrain]
 pyaar men nahAne ko, DUb hii jaane ko
 koI to aa jAe, khvaab jagaa jAye
 aisaa koI saathii ho
 aisaa koI premii ho
 pyaas dil kii bujhaa jae
 
 Neele neele  ...
 La la la ...
 
Your browser does not fully support CSS. This may result in visual artefacts.
Custom Search

by A. Bhulai